Social Icons

twitterfacebookgoogle pluslinkedinrss feedemail

Pages

Monday 14 July 2014

Ek Villen Movies songs and Layrics


 

EK VILLAIN


Songs Layrics

  • Galliyan
  • Lyricist: Manoj Muntashir



  • O.. Yahin doobe din mere
  • Yahin hote hain savere
  • Yahin marna aur jeena
  • Yahin Mandir aur Madeena... x2

  • Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
  • Mujhko bhaavein galiyan, teri galliyan
  • Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
  • Yuhin tadpavein, galliyan teri, Galliyan... 

  • Tu meri neendo me sota hai
  • Tu mere ashqo mein rota hai
  • Sargoshi si hai khayalon mein
  • Tu na ho, phir bhi tu hota hai
  • Hai sila.. tu mere dard ka

  • Mere dil ki duaayein hain..
  • Teri galiyan... galliyan teri, galliyan..
  • Mujhko bhaavein galiyan, teri galiyan
  • Teri galiyan...galiyaan teri, galliyan..
  • Yuhin tadpaavein, galliyan teri, galliyan..

  • Kaisa hai rishta tera-mera
  • Be-chehra phir bhi kitna gehra
  • Ye lamhe, lamhe ye resham se
  • Kho jaayein.. kho na jaayein humse
  • Kaafila.. waqt ka.. rok le..
  • Abr se juda na ho

  • Teri galliyan... galliyan teri galliyan..
  • Mujhko bhaave galiyan teri galiyan
  • Teri galiyan...galiyaan teri galliyan..
  • Yuhin tadpaave galliyan teri galliyan..

  • Galliyan...
  • Teri galliyan..
  • Tadpaavein...




  • Banjaara

    • Lyricist: Mithoon


    • Jise zindagi dhoondh rahi hai
    • Kya ye woh makaam mera hai
    • Yahaan chain se bas ruk jaaun
    • Kyun dil ye mujhe kehta hai
    • Jazbaat naye se mile hain
    • Jaane kya asar ye huaa hai
    • Ik aas mili phir mujhko
    • Jo qubool kisi ne kiya hai

    • Haan..
    • Kisi shaayar ki ghazal
    • Jo de rooh ko sukoon ke pal
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjaare ko ghar
    • Main mausam ki sehar
    • Yaa sard mein dopahar
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjare ko ghar
    • Hmm...

    • Jaise koi kinaara
    • Deta ho sahaara
    • Mujhe wo mila kisi mod par
    • Koi raat ka taara
    • Karta ho ujaala
    • Waise hi roshan kare woh shehar

    • Dard mere woh bhula hi gayaa
    • Kuch aisa asar huaa
    • Jeena mujhe woh phir se woh sikha raha
    • Hmm.. Jaise baarish kar de tar
    • Yaa marham dard par
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjare ko ghar
    • Main mausam ki sehar
    • Yaa sard mein dopahar
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjaare ko ghar

    • Muskaata yeh chehra
    • Deta hai jo pehraa
    • Jaane chhupata kya dil ka samandar
    • Auron ko toh hardam saaya deta hai
    • Woh dhoop mein hai khada khud magar
    • Chot lagi hai usey phir kyun
    • Mehsoos mujhe ho raha hai
    • Dil tu bata de kya hai iraada tera

    • Main parinda besabar
    • Tha uda jo darbadar
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjarey ko ghar
    • Main mausam ki sehar
    • Yaa sard mein dopahar
    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjarey ko ghar

    • Koi mujhko yun mila hai
    • Jaise banjare ko ghar
    • Jaise banjare ko ghar..
    • Jaise banjare ko ghar...
    • Jaise banjare ko ghar....



    • Zaroorat
    • Lyricist: Mithoon


    • Ye dil tanha kyun rahe
    • Kyun hum tukdon mein jiye
    • Ye dil tanha kyun rahe
    • Kyun hum tukdon mein jiyein
    • Kyun rooh meri ye sahe
    • Main adhoora jee raha hoon
    • Hardum ye keh raha hoon
    • Mujhe teri zaroorat hai
    • Mujhe teri zaroorat hai (x2)

    • Andheron se tha mera rishta b
    • Tune hi ujaalon se waaqif kiya
    • Ab lauta main hoon inn andheron mein phir
    • Toh paaya hai khud ko begaana yahaan
    • Tanhaayi bhi mujhse khafaa ho gayi
    • Banjaron ne bhi thukra diya
    • Main adhoora jee raha hoon
    • Khud par hi ik sazaa hoon
    • Mujhe teri zaroorat hai
    • Mujhe teri zaroorat hai

    • Hmm.. tere jism ki woh khushbuein
    • Ab bhi inn saanson mein zinda hai
    • Mujhe ho rahi inse ghutan
    • Mere gale ka ye phanda hai
    • Aaa..

    • Ho.. tere choodiyon ki woh khanak
    • Yaadon ke kamre mein goonje hai
    • Sunkar isey aata hai yaad
    • Haathon mein mere zanjeerin hain
    • Tuhi aake inko nikaal zaraa
    • Kar mujhe yahaan se rihaa
    • Main adhoora jee raha hoon
    • Ye sadaayein de rahaa hoon
    • Mujhe teri zaroorat hai
    • Mujhe teri zaroorat hai



    • Awari
    • Lyricist: Rabbi Ahmed,
    •                Adnan dhool


    • Teri baahon mein jo sakoon tha mila
    • Main dhoonda bahut tha
    • Phir na milaa...

    • Duniya chhoona chaahe mujhko yun
    • Jaisay unki saari ki saari main
    • Duniya dekhe roop mera
    • Koi na jaane bechari main

    • Haaye, tooti saari ki saari main
    • Tere ishq mein hoi Awari main
    • Haaye, tooti saari ki saari main
    • Tere ishq mein hoi Awari main

    • Koi shaam bulaaye
    • Koi daam lagaaye
    • Main bhi upar se hansti
    • Par andar se haaye..
    • Kyun dard chupaye baithi hoon
    • Kyun tu mujhse kehti hai
    • Main khud hi bikhra huaa

    • Haaye andar andar se toota main
    • Tere ishq mein khud hi se rootha main
    • Haaye andar andar se toota main..
    • Tere ishq mein khud hi se rootha main

    • Main jee bharke ro lun
    • Teri baahon mein so lun
    • Aa phir se mujhe mill
    • Main tujhse ye bolun
    • Tu anmol thi
    • Pal pal bolti thi
    • Aisi chup tu laga ke gayi
    • Saari khushiyaan kha ke gayi

    • Haaye, andar andar se toota main
    • Tere ishq mein khud hi se rootha main
    • Haaye, teri hoon saari ki saari main
    • Ho.. tere liye na saari main


    • Humdard
    • Lyricist: Mithoon


    • Pal, do pal, ki hi kyun hai zindagi
    • Iss, pyar, ko hai sadiyaan kaafi nahi
    • Toh khuda se maang lun
    • Mohalat main ik nayi
    • Rehna hai bas yahaan
    • Ab door tujhse jaana nahi
    • Jo tu mera humdard hai
    • Jo tu mera humdard hai
    • Suhaana har dard hai
    • Jo tu mera humdard hai

    • Teri muskurahatein hain taaqat meri
    • Mujhko inhi se ummeed mili
    • Chaahe kare koi sitam ye jahaan
    • Inme hi hai sadaa hifaazat meri
    • Zindagani badi khoobsurat hui
    • Jannat ab aur kya hogi kahin
    • Jo tu mera Humdard hai
    • Jo tu mera Humdard hai
    • Suhaana har dard hai
    • Jo tu mera Humdard hai

    • Woooo...

    • Teri dhadkano se hai zindagi meri
    • Khwahishein teri ab duaaein meri
    • Kitna anokha bandhan hai ye
    • Teri meri jaan jo ek hui
    • Lotunga yahaan tere paas main haan
    • Waada hai mera mar bhi jaaun kahin
    • Jo tu mera humdard hai
    • Jo tu mera humdard hai
    • Suhaana har dard hai
    • Jo tu mera humdard hai

    • hmmm.. humdard hai
    • hmmm.. humdard hai
    • hmmm.. humdard hai
    • hmmm.. humdard hai...

    No comments:

    Post a Comment

     

    Sample text

    Sample Text

     
    Blogger Templates